Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,
Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai.
~~~~~=== www.smsxx.blogspot.com ===~~~~
Mohabbat k bhi kuch andaz hote hain,
jagte ankhon k bhi kuch khawab hote hain,
zaruri nahi ki gum mein hi aansu nikle,
muskurati ankhon mein bhi sailab hote hain.
~~~~~=== www.smsxx.blogspot.com ===~~~~
Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
~~~~~=== www.smsxx.blogspot.com ===~~~~
Tujhe dekhe bina teri taswir bana sakta hoon,
Tujhe mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai mere pyar me itna dum
Teri aakhon k anshoo apni aakho me la sakta hoon.
~~~~~=== www.smsxx.blogspot.com ===~~~~
Kya kahun tuje........
khwab kahu to tut jayega
Dil kahu to bikhar jayega
aa tera naam zindagi rakh du
maut se pahele to tera saath na chhoot payega

No comments:
Post a Comment