Yeh student ki pehchan hai.
Hath mein cigret mun me pan hai.
Mashoor ye shetan hai.
Yeh student ki pehchan hai.
Parhna isay ata nhi,
Class me kabi jata nai,
Canteen iski jan hai,
Yeh student ki pehchan hai.
Jalso me sab se agay hai,
Naaro me sab se agay hai,
Imtehan me naqal iski aan hai,
Yeh student ki pehchan hai.
Larkio k pichay para hai,
Jo larki ghusa ho jaye zara,
Tab yeh uska banta bhai jan hai,
Yeh student ki pehchan hai
Popular Posts
-
Ummidon ki manzil dah gayi, khwabon ki duniya bah gayi, abe teri kya izzat rah gayi jab ek jhakkas item tereko BHAIYA keh gayi.................
-
Watch Black Mail movie online starring Dharmendra, Rakhee Gulzar, Shatrughan Sinha, Madan Puri, Iftekhar, Kamal Kapoor, Kuljeet, Shimfam, Ja...
-
Dil Ko Manana aGar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan ~~~~~...
-
Quick Gun Murugun movie
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment